Beete Lamhein - The Train...  

Posted by Nikhil Agarwal in ,



Dard mein bhi yeh lab muskura jate hain
Beetey lamhe hamein jab bhi yaad atey hain

Dard mein bhi yeh lab muskura jate hain
Beetey lamhe hamein jab bhi yaad atey hain

Chand lamhat ke waste hi sahih
Muskura ker mili thi mujhe zindagi

Chand lamhat ke waste hi sahih
Muskura ker mili thi mujhe zindagi

Teri aghosh mein din they mere berhe
teri bahon mein thi meri yaad ghati nahi

Aj bhi jab wo pal mujh ko yaad atey hian
Dil ke sare ghumon ko bhula jatey hian

Dard mein bhi yeh lab muskura jate hain
Beetey lamhe hamein jab bhi yaad atey hain

Dard mein bhi yeh lab muskura jate hain
Beetey lamhe hamein jab bhi yaad atey

Mere kandhe pe sir ko jukhana tera
Mere sene mein khud ko chupana tera

Mere kandhe pe sir ko jukhana tera
Mere sene mein khud ko chupana tera

A ke meri panhaon mein shamo seher
Kanch ki tarah wo toot jana tera

Aj bhi jab wo manzer nazar ajatey hian
Dil ki vernainon ko mita jatey hain

Dard mein bhi yeh lab muskura jate hain
Beetey lamhe hamein jab bhi yaad atey hain

Dard mein bhi yeh lab muskura jate hain
Beetey lamhe hamein jab bhi yaad atey hain

Dard meinnnnnnnnn................
Beetay lamheeeeeeee................

This entry was posted on Friday, November 7, 2008 at Friday, November 07, 2008 and is filed under , . You can follow any responses to this entry through the comments feed .

0 comments

Post a Comment